
kahani kafi achhi likhi gayi h lkin plot utna damdar nahi h, lkin us waqt k hisab se kafi imaginative hai.. Naya villain (jo ab kafi purana ho chuka h) kafi damdar raha... wese chumba k aage k issues jyada shandar rahe kyunki unme story aur strong thi..... Anupam ji ki pencils kafi confident h, lkin coloring me kami h.... Ab aate hain main issue par..... mene RC ko phle v mention kiya h ki plz ap apne hisab se Science k facts ko na toda-maroda kare..... Dhruv ko jitane k liye ap science k rules tk ko badal dete hain, thats not gud.... is story me v science facts k hisab se kai glitch the lkin sbse bada loop hole tha, jb Dhruv Dynamo se takrata h to uske electric blast se bachne k liye wo Iron ki rod ko lightning conductor ki trh use karta h (jesa badi badi buildings ki chhaton par hote hain) aur Dynamo ki electric waves us rod me absob ho jate hain..... Hows that possible Anupam ji.... Lightning rod ko electric strokes absorb karne k liye earth se juda hona zaroori h, i mean to say "earthed lightning conductor" hi aisa kar skta tha, tbhi to circuit poora hota...... jbki comics me aisa hote kahin v nh dikhaya gaya.... Aisa Dhruv ki kai comics k sath h...filhal ek hi comics yaad aa rhi h "Master Blaster" jisme Dhruv Oxygen gas ko jala kar villain ko harata h, jbki ye fact h ki Oxygen khud nh jalti sirf jalne me madad karti h, Oxygen ko Hydrogen bana diya Anupam ji ne.... Dhruv itna intelligent h us seplz aise bevkoofi wale kaam mat karwaiye... thank u.....Ashish Kushwaha
Chumba & his techniques were great & SCD also found it very difficult to defeat him.
Story is very good while artwork is awesome.
A must read for all.
Rajal Sharma
chumba ne kidnap kar li dhruv ki behen...aur use chudhane ke liye SCD ko paar karna hai chumba ka khatarnak chakravyuh. magar shweta itna bebas bhi nahi hai...hai na! ;) superb concept with good educational value.Anubhav Dimri