TERI MAUT TERE SAMNE

Email
Printed
TERI MAUT TERE SAMNE
Code: SPCL-0606-H
Pages: 56
ISBN: 9789332412552
Language: Hindi
Colors: Four
Author: Tarun Kumar Wahi
Penciler: Ashok Bhadhana
Inker: Bhupendra Waliya, Rajesh
Colorist: N/A
Paper: Plain
Condition: Fresh
Price: Stickered
Rs. 50.00

Reviews

Friday, 14 February 2014
overall it was a good comic artwork was nice story was good also
Prince Jindal
Sunday, 09 February 2014
wow ..ths ka ek apna alag hi maza hai...jo maza ths me aata hai wo kisi bhi character ke comics ya story me nahi aa pata ...isme ek vyakti ko premonition ho jata hai ki uski biwi ki maut hone wali hai ...isiliye wo apni patni ko talak dekar usse alag ho jata hai or dusri shadi kar leta hai jo ki garib parivar se hoti hai..theek kuch samay baad uski ek accident me maut ho jati hai or phir...
rajiv choudhary
Sunday, 09 February 2014
ths series ki ye comic bahut hi badhiya bani hai, halanki artwork utna achha nahi hai par story jabardast hai. kahani ke kendra me ek hadd se jyada diwana vyakti jise pata chalta hai ki uski patni ki maut accident me ho jayegi to wo usko talak dekar dusri shadi kar leta hai. aur nayi dulhan ki ek durghatna me maut ho jaati hai. aage kya hota hi wo to sab andaza laga sakte hain. do read it
AKASH KUMAR BARNWAL
Saturday, 08 February 2014
thodi horror kahaani hai aur thodi thriller.... theek thaaak hai
Shoaib Khan
Thursday, 22 December 2011
Story ke hisaab se thodi excitement rehti hai...ki aage kya hoga. Ek pati kaise Apni 2 biwiyon ke beech Maut ke saaye mein jhool raha hai....mazaa aata hai. readers ko kahani ki theme pasand aa sakti hai...lekin kahani ko jis tarah se jaldibaazi mein kahin kheencha kahin niptaya waali theory par banaya gaya hai....woh achcha nahin lagega. An Average one.
YOUDHVEER SINGH
Tuesday, 14 August 2007
The story is fine, but its not of everyone's taste. in fact its too much based on suspense and plot. The horror concept is not really developed, But there are few sequences that support brief thrills. The artwork is average.
Ajaydeep Dhillon