MAIN BHI
Printed
Code: SPCL-2286-H
Pages: 56
ISBN: 9789332414105
Language: Hindi
Colors: Four
Author: Tarun Kumar Wahi
Penciler: Aadil Khan
Inker: Naresh Kumar
Colorist: Sahil
Paper: Glossy
Condition: Fresh
Price: Printed
Reviews
Friday, 14 February 2014
overall it was a good comic artwork was nice story was good also
Prince Jindal
Sunday, 09 February 2014
story me content bahut hi jada hai or artwork bhi kafi badiya hai...ek city me aadmkhor bheriye ke atank hai or ek faimily asal me poori tarah se shapit hai jo ki sab ke sab aadmkhor bheriye hai aise me ek ladki aati hai jisse ki usse is ke lead charcater ko pyar ho jata hai ...or phir........
rajiv choudhary
Saturday, 08 February 2014
"Mai bhe" first of all artwork is fantastic gazab so story me ye hai ki socity me ek ke baad ek reheayemayi ghatnaye ghatti rehti hai logo ki maut hoti rehti hai lakin story sath he sath me ek pariwaar ki atory bhe le kr chalti rehti hai jisme dikhaya jata hai ki jo cheez ya jo vyakti us parivar ke kisi member ko pareshan krti hai ya gussa dila deti hai ya uska kuch loss kr deti hai tohh agle din us vyakti ki maut hue jati hai story me tadka us family ki ek mahila lgati hain jo reheayemayi dhangh se kisi tapasya ke liye jati hai jisme marna nishchitt hota hai jaisi atory dikhayi jati hai end uska bada dhamakedaar hota hai subki soch se pare hota hai gazab story mast read aisa lagta hai jaise kal he padhi ho maine great cmx
Avinash Tiwari
More reviews