
Good readravinder singh
teen nag shatru nevlaak, sarpghati, nagantak ne milkar nagdweep ko khtam karne ke lie narkagni yagya kiya. lekin maha vishya ka kalkoot vish unhe wapis lautne per mazboor kar deta hai. mahavishya milan yamini ke dauran sarpgandha se milte hain lekin bich mein hi jana pad jata hai.lekin jab wo laute to ban chuke the kaldoot. kaise? kyu?
great kahani hai samarpan and balidan ki.
AYAZ AHMAD
y story hai kaldoot k ikathe judne se pehle k. aur isme dikhya gaya hai k sarpgandha jo maha vishya se khoob pyar karti hai par mahavishya naglok k rakshya k liye hud k kaaldoot ban jjate hai . jis karansarpgandha ka pyar uske prati nafrat ban jaata hai. story choti hai par damdar hai. mazza aaya padne me. artwork average he hainavdeep Singh Marjara