ANTAR DWAND

Email
Printed
ANTAR DWAND
Code: SPCL-2468-H
Pages: 48
ISBN: 9789332415928
Language: Hindi
Colors: Four
Author: Nitin Mishra
Penciler: Hemant
Inker: N/A
Colorist: Abdul Rasheed
Paper: Glossy
Condition: Fresh
Price: Printed
Rs. 50.00
Description अंतर्द्वंद # 2468 परीलोक में पसरा हुआ है मौत का सन्नाटा और पृथ्वीलोक पर भी यही कहानी दोहराने वाली हैं मृत्युकारी सप्तकाल स्याहिकाएं! महाबली भोकाल अपनी शक्तियां गवां चुका है और परीलोक और पृथ्वीलोक की रक्षा के अपने कर्तव्यों और वचन के लिए कर रहा है अंतर्द्वद्व!
Paperback Comics/Books that are parts of same Series

Reviews

Friday, 24 October 2014
Bhokal Shakti ki nivriti ki kahaani aur khud ko uske kaabil saabit karne ki anoothi tilismi gaatha. Bhokal ki shaktiyon ko waapas praapt karne ke liye vivash karte rajkumar alop ki aatmaaahuti se lekar bhokal shakti dharan karne aur uska janm ke peeche ka rahasya aur bhokal ke matra pitra ki kahaani ka ansh ise atyant romanchak aur shresthatam kahaaniyon me se ek banaati hai.Artwork thodi different hai aur kuch jagah kuch aur akarshak ho sakti thi, par kahaani ke neev me aap khokar reh jaoge. A must read to know the origins of Bhokal
Ajo Koshy
Sunday, 09 February 2014
mindblowing, ab to is series me bahut hi jyada suspense badhti ja rahi hai. current story ke anusaar mahabali bbhokal apne aap ko bhokal shakti ke layak siddh sabit karne ke liye aur iske liye wo karta hai atmahuti yagya. tridev usko ye samjhate hain ki bhokal shakti dene ka adhikar sirf brahmashya ke paas hai to wo brahmashya ke andar jaata hai aur har badha ko tod kar apne aap ko siddha karta hai. must to read
AKASH KUMAR BARNWAL
Friday, 07 February 2014
One of the greats from Bhokal. I don't need to mention anything else.
Rajal Sharma
More reviews